10

Delhi Car Blast Ke Baad Used Gaadiyon Ki Buying-Selling Par Tashweesh Barhi

Delhi Car Dhamake Ke Baad Used car 

Kharido Farokht Par Tashweesh



Delhi car blast ke baad used gaadiyon ki security checking aur verification ka masla


Used Car Ki Buy aur Sell Par Tashweesh


Purani Gaadi Ka Istemaal Samne Aaya

Delhi mein haal hi ke car bomb dhamake ke baad istemaalshuda gaadiyon ki kharido farokht par logon mein tashweesh badh gayi hai ibtadai tehqeeqat mein yeh baat saamne aayi hai ke dehshatgardon ne dhamaka mawaad ek purani gaadi mein chhupaya tha

Tasdeeq Ki Kami Se Khatra

Maujooda halaat mein purani gaadi kharidne walon ki mukammal tasdeeq na hone ki wajah se in gaadiyon ke ghalat istemaal ke imkaan aur zyada ho gaye hain hukkaam ne mashwara diya hai ke koi bhi second hand gaadi kharidne se pehle uski poori checking aur jaanch zaroor ki jaye

Kahan Se Khariden

Kharidaron ko sirf tajurbashuda ya motabar showrooms se hi gaadi lene ka mashwara diya gaya hai ghair registered online farokht karne walon ya teesre fareeq se bachne ki hidaayat di gayi hai

Registration Ki Tasdeeq Ka Tareeqa

Police ke mutabik gaadi ke registration ki tasdeeq ke liye hukumat ke Vaahan Portal se madad li ja sakti hai jahan gaadi ki milkiyat ki taarikh fitness aur insurance ka record milta hai

Mashkook Soorat Mein Raabta Karein

Agar koi gaadi ya maalik mustaba lage to foran qaribi police station se raabta kiya ja sakta hai


Antim shabd

Halaat ko dekhte hue logon ke liye zaroori hai ke purani gaadi kharidte waqt sirf daam na dekhein, balki security verification ko bhi pehli tarjeeh dein. Hukkaam ka kehna hai ke zara si ehtiyaat kisi badi haadsa ko rokh sakti hai.


Related Post:

Telangana Motorcycle Challan 45 Din Me Ada Karna Laazmi | Traffic Rules Update


Also read news  Table of Content


Careers 

6. TSRTC Recruitment 2025: Apply Online for 1,743 Driver & Mechanic Posts in Telangana RTC


GST Reform


🖊️ About the Author

Bharat Batao Team

Hamara mission hai aap tak sahi aur verified news pohchana. Ground level se lekar global headlines tak, hum Bharat Batao ke through bina sensationalism ke clear language me har baat rakhte hai.

 Disclaimer: Ye post sirf information ke liye hai. Sari khabrein public aur verified sources aur Koi bhi confusion ya complaint ho toh contact kar sakte hai. Hum fake ya misleading content publish nahi karte.📌Sources: All news compiled from public video reference: Based on viral verified sources:

👉 More Updates:
🔗 Sarkari Updates | Scam Report | Career & Jobs | Weather Alerts
  • Delhi car blast news
  • Purani gaadiyon ki checking
  • Used car verification
  • Vaahan Portal details
  • Second-hand vehicle safety
  • Delhi security update
  • Car buying tips India
  • News Round-up Ek Nazar ma
  • Hinglish news
  • Hindi hinglish news

Comments